Chhattisgarh : Cher Chera Festival [छत्तीसगढ़ का छेरछेरा पर्व]
Cher chera varv har varsh chhattisgarh me bade he dhoom dham se manaya jata hai. Khaskar gavon aur chote bachchen isaka badi besabari se intizar karate hain.
Varsh 2018 me cher chera 2nd January din Mangalwar (02/01/2018) ko manaya jayega.
Cher chera parv me khasbar bachchen ghar ghar ja kar dhan (paddy ) managte hain. Din ke ant tak bachchon ke pas kabhi dhan ikkatha ho jata hai jise wo bech kar apane liye mithaiya ya kuch anya saman kharidate hain.
क्या आपने ये पढ़ा »खरसिया : दर्शनीय स्थल काली माँ मंदिर
Waise yahan hum aap ko Cher chera ke bari me jankari dene nahi balki aaj ke jamane me har varv par padate social media ka prabhav batana janate hain.
Aaj har koi bhale hi ghar se door hon par social media ki madad se ek dusare se joode rahate hain aur apane desh-pradesh ke festivals ka maza online le kar hi enjoy karate hain.
क्या आपने ये पढ़ा »खरसिया : दर्शनीय स्थल पंचमुखी हनुमान मंदिर
Yahan ham aise hi kuch mazedar video clips share kar rahe hain jisse dekhane ke bad aap ka cher chera ka annand dugoona ho jayega.
अगर आप भी अपने आसपास के स्थानों का वर्णन भेजने में रूचि रखते है तो हमें अभी संपर्क करें। आप के काम का आपको पूरा श्रेय मिलेगा।
Discussion about this post